Author: Heeren Tanna

Hindi Dard Shayari

Hi friends , Sorry all of u kuch din se regular blogging nahi kar paya . kafi log naraz ho gaye lagta hai yaar 4 dine me toh visitors 1200 a day se 700 par aagaya . Are daant diya karo yaar comment section kisliye hai. Yeh aaj ki post

Kuch Baate Hai Khas

Dil main kuch baate hai khas karni hai kuch mulakate khas shyad unko bhi ye hoga ahesas jorose dhadakata hai ye dil jab wo aate hai pass.

kaash ke mujh sey bhi kisiko pyar hota,

kaash ke mujh sey bhi kisiko pyar hota, kaash ke mere liye bhi kisika dil bekarar hota, kaash ke mujhe bhi koi apni yaadon mein laata, apne khwabon mein basata ,ankhon mein chupaata.   kaash ke mujhse bhi kabhi koi izhaar karta , kaash ke mere liye bhi koi bechaain

Love Shayari in English

Maine Khuda Se Ek Dua Mangi Dua Mein Apni Maut Mangi Khuda Ne Kaha Maut Toh Tujhe De Du Main Par Use Kya Kahun Jisne Teri Lambi Umar Mangi Aye Barish Zara Tham Ke Baras,Jab Mera Yaar Aa Jaye To Jam Ke Baras,Pehle Na Baras Ki Woh Aa Na Sake,Phir

Happy Birthday Messages in English

Wish you a many many happy returns of the day. May God bless you with health, wealth and prosperity in your life. Happy Birthday ———————————————————— In soft gleaming of stars…. may all ur dreams come true, may evry star of every night bring love and joy to you Happy Birthday

Main Aksar Abb Sab Say Katraaney Laga Hoon

Main Aksar Abb Sab Say Katraane Laga Hoon Khud Ko Abb Khud Say Chupane Laga Hoon Koi Mujh Say Agar Mere Dil Ka Haal Puche To Khabar Usey Kuch Aur Hi Sunaane Laga Hoon MeriTanhai Ka Abb Yeh Aalam Hai Apni Dastaan Khud Hi Gungunaney Laga Hoon Koi Ataa Bhi

Ek Paagal ladki thi

Ek pyaar se bhara dil tha jiske armaano ko palko par sajaya karti thi ek masoom si ladki thi. mohabbat ke khwaab dekha karti thi.. Ek chehra banakar khayalon mein phir us chehre ko bheed mein dhoonda karti thi. kaisi paagal ladki thi ek khayal ko dhunda karti thi.. Aksar

Heart Touching Shayari

Aankho Se Toote Hai Sitare To Kya Hua, Chalte Nahi Wo Saath Humare To Kya Hua, Toofan Ki Zad Me Azm Mere Saath Saath Tha, Kashti Ko Mil Sake Na Kinara To Kya Hua, Tanhaiyo Ne Mujh Ko Gale Se Laga Liya, Wo Ban Sake Na Dil Se Hamare To

Short Hindi SMS and Urdu Shyari

Mere khuda mujhe thodi si zindagi dede Udaas mere janaaze se jaa raha hai koi ye zaruuri nahi har shakhs masiihaa hi ho pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaayaa na karo Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai

Dosti,Meri Aur Barish Ki

Is Barish Se Mujhe Pyar Hai Bohat, Meri Tanhaiyon Ka Ise Abhaas Hai Bohat, Jab-Jab Ye Barish Aayi Mujhse Milne, Chehre Pe Ashq Hote Thhe Mere………, Meri Tanhai Samajh Gayi Thhi Yeh, Hamesha Saath Mere Roti Rahi Yeh, Maine Kaha Tum Jao,Mujhe Akele Rehne Do, Is Par Wo Boli,Mujhe Bhi