Badal gai hai ye zindagi ab
Badal gai hai ye zindagi ab sabhi nazarey badal gaye hain kahin pe moaje’n baadal gai hain kahin kinarey badal gaye hai badal gaya hai ab uska lehja ab uski ankhe’n badal gai hain wo chand chehra hai ab bhi waisa mere sitarey badal gaye hain mila hun tumse to