well the first shayari will say about my mood 🙂
Sham se meri ye aakhein nam hai
shayad is dil me chupa koi gam hai
humse hai tanhai, tanha hum hai
koi hai jiski yaad me ye raatein gum hai
~~~Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The,
Kyu Tanha-Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad….~~~
_________________________________
Dard Seh Hogaye Hai Dosti Kuch Isqadar
Ke Ab Dard Sa Hota Hai Dard Na Milne Par
Tamaam Umar Guzaar di Apne Yaar Ko Manaane Mein…
AGar Pataa Hota ki Mohabbat Ruth Gayi hai.. To Usse Manate…
” SarDiyon Ki Aik Sard Shaam mein,
UssNe meRe haath Thaam kaR kaha,
itne GarM haath Wafaa Ki NishaaNi Hote Hai..
Mujhe Ab khayaal aaya “aayaaN” ke,
Uss Wakt !! Usske haath Kitne, Thande the….”
“Soch Rahaa tha Amavas ki Raat Mein Chaand Kahaa se Nikla…
Phir Kahi se Awaaz Aayi … Ke Mera Yaar aaj PArde mein Nahi hai…”
ab gilla hum se na karro, apni jaffaon par ghaur karro ..
dil ke saath zuban bhi di thi iqraar karte waqt…
aarzoo thi ke zindagi main aaye koyi Door tak saath chale qadam se qadam milaaye koyi !
Hamein kya pata tha aarzoo aur tamana haqikat se kabhi NA mela khati kabhi!
Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi faraz
Mujh pe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha
Mohabbaton se jaane kyun yaqeen ab to uth sa chala hai
Wafa bhi khaye kasam jiski, mujhe us wafa ki talash hai !!!!
Tanha Ho Gaya Hoon Is Raat Ki Gehrai Mein,
Neend Bhi Jaakar So Gayi Kahin Tanhai Mein…..
Agar Woh mera Naseeb nahi Hai!
To Kudha aise logo se milata kyun Hai!
Teri Is Bewafayee Pe Fidah Hoti Hai Jaan Meri
Kaash Tujh Mein Wafa Hoti Tu Kya Hota…
“aye kalam zara ruk- ruk ke chal gazab ka mukam aya hai,
thodi der tehhar jaa kyuonki teri nok ke nicche mere dost ka naam aaya hai”
Iss shaam ko hum nahin bhole gaye aur na hi aapko,
kyun ki sham bhi saat chor deygi aur aap bhi…..
HUm DUa DUa LIkhte RAhe WOh DAgha DAgha Samhjte rahe………
FAkat Eik Nukte ne Hamain Mehram se Mujrim BAna diya …….
Comments 71
“Tere liye Khud ko Majboor kar liya,
Zakhmo ko apne nasoor ka liya,
Mere dil mein Kya tha Yeh jaane bina..hi
Tuune Khudko humse kitna door kar liya…..”
bhai kabhi khandar ni tha waha
ek ram bhakt hanuman ka mandir tha
जिस चीज़ पे तू हाथ रखे वो चीज़ तेरी हो,
और जिस से तू प्यार करे, वो तक़दीर
मेरी हो…….
I LOVE YOU RAAVI S.
awesome lines
. … nthing f9
Thoda duur duur rehta hu unse abhi se,
Qki baad ki judai dil seh nhi payga,,,
insan ki life me 2 chige muskil hai….1;haste hua chehre pe gam chupana….2;haste hua chehre ka gam samjpana….dono muskil hai….i think….
itni Nafrat Hai Usay Meri “MOHABBAT” Se
Usne Apne Hath Jala Dalay Meri
“TAQDEER” Mitane K Liye.
___________________________________________
________________
jahan aaj ye tajmahal hai,,
wahan kabhi khandar hua karta tha…
meri fitrat hi aisi thi ki use meri aadat si ho gayi..
warna gumrah to mujhe bhi kiya tha kisi kafir ne..
un silsilo ka jikra khoob kiya usne aaj mere aage…
magar meri aadat badal di waqt ne unhi ki tarah…
khwab me maine har ek ko bewafa paaya…ki..
haqiqat me maine har ek se wafa nibhayi thi…
meri jindgi ka safar to yunhi tanha raha dosto..
wo shakhs to ek pal ke liye hi jindgi me aaya tha..
kya khoob ada thi uski ek pal me badal jane ki.
main ek arse baad badla to bewafa keh diya..
ACHHE WAQT SE ZYADA ACHHE RISHTE AZEEZ RKHIYE..!
QKI..
ACHHA INSAAN ACHHA WAQT LA SAKTA HE ……..
PAR ACHHA WAQT ACHHA INSAAN NAHI LA SAKTA ……….
SUNA H JB WO MAAYUS HOTE HE TO, HUME BADA YAAD KRTE HE…. “TU HI BATA AE KHUDA .**AB DUA USKI KHUSHI KI KRU* YA MAAYUSI KI** ………………..
Hum Ye Nahi Chahte Ki
Koi Aapke Liye ‘Dua’ Na Mange
Hum To,
Bus Itna Chahte Hai Ki
Koi ‘DUA me ‘Aapko’ Na Mange…♥
Tune Intzaar k Siva Koyi Aur wada Na Kiya Dik,, Ek Ham Hai jo Wo V Na Kar Sake…
Roz Rote huye Kehti hai Zindagi MuJhse.
Sirf Ek Shaks ki Khatir MuJhe Barbad na kar
Mujhse Khata Hui hai Toh Wajah Bta DO ‘dik’..
.
Ki Es Qadar Khamos Rahna se meri jaan Nikal Rahi Hai..