Izhaar-e-wafa
Izhaar-e-Wafa Aankhon se hi Lafzon ko Ada kar dia Usne Chup reh ker b Izhaar-e-Wafa kardia Usne Haseen Bayan ka matlab jana hai Mai ne Aaj Bin Janbish-Lab khood Bayan kar dia Usne Chanchal si Muskurahatein, Aankhon mai Shokh-Pan Apna mujhe Aseer-e-Ada kar dia Usne Mera Dil jo kabi Misl-Dhoop