Home » Hindi Shayari » Page 4

Category: Hindi Shayari

Mein Dhoondti Phir Rahi Hoon Tumhe

Chandini Raatoun Me Kuch Bheege Qiyaloun Ki TarahMein Ne Chaha Hai Tumhe Din ke Ujaloun Ki TarahGuzre The Jo Kuch Lamhe Tumhare SathMeri Yaadoun Me Chamakte Hain Woh Sitaroun Ki TarahAshk Behte Hain Aankhoun Me Nadiyoun Ki TarahTere Aane Ki Qabar Aayi Hai Jab BhiMein Jee Uthi Hoon Insanoun Ki

Collection Of My Hindi SMS Shayari

1) Kashis dil ko dhadkane ke lie kafi hai uski yaad hi mujhe rulane k lie kafi hai usko nid shayad hi aati hogi par uske sang bite pal mujhe sulane k lie kafi hai 2) Sharabi ilzam sharab ko deta hai,aashiq ilzam shabab ko deta hai.Koi nhi karta qabul

Zindagi Mein Kyon Apni Tanhayi Si Hai..

zindagi mein kyon apni tanhayi si hai apna koi nahin aur bheedh badi hai puchhe jab koi kyon ankhe hai gamzada hanste hue kahte hai ki kirkiri padi hai ibarat nahin koi jise padh sake hum dil ki ye deewar to bus sooni khadi hai har modh pe hai meel

Miss You SMS Messages In Hindi

Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga Originally posted 2017-08-20 01:15:10.

Hindi SMS For Lovers

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai, Mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai Originally posted 2017-08-14 17:30:16.

My Collection Of Shayari SMS

Our Relationship Haaton mein leeye paemana, jaam dhoonda karta hoon. Tere sang gujarne ko, ek saam dhoonda karta hoon. Duniya wale humare rishtey ko, yu hee badnaam karte hain. Ke main eis rishtey ko, dene ek naam dhoonda karta hoon. Teri khwaabon mein, goojartei hain raaten. Teri yaadoin mein, kattei

SMS Shayari Collection

Bheegi Aankho Se Muskurane Me Maza Aur Hai, Haste Haste Palke Bhigane Me Maza Aur Hai, Baat Khehke Toh Koi Bhi Samjhe, Khamoshi Ko Koi Samjhe Toh Maza Aur Hai. Kanta Na Hota, Toh Phool Ki Hefazath Na Hoti, Andhera Na Hota,To Roshini Ki Zarurath Na Hoti, Agar Mil Jati

Netaon Ki Mehfill

Har taraf netaon ki mehfil jami hai Jhuthen wadon ki hod si machi hai In sabke mukhoute,mukhoute hi rahegen zameer inki to kabse soyi padi hai Originally posted 2017-08-05 02:26:24.

Love Friendship SMS Shayari

Mohabbat Ka Matlab Intzaar Nahi Hota, Har Kisi Ko Dekhna Pyar Nahi Hota, Yu To Milta Hai Roz Mohabbat-e-paigam, Pyar Hai Zindgi Jo Har Baar Nahi Hota…….! !! Khamosh Raat Ki Pehlu Mein Sitare Naa Hote, In Rookhi Aankhon Mein Rangeen Najare Naa Hote, Hum Bhi Na Karte Parwah Agar

2 Line Shayari in Hindi

Mujhse mat puch ki kyun aankhen jhuka li maine, Teri tasveer thi inn ankhon mein woh tujhi se chupa li maine ~ Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me…, Haqeqat chor daita hai fasane sath rakhne ki chahat mein ~ Us Sey Taluk Hi Kuch Aisa Raha Hai