Woh Rulaa Kar Hans Na Paaya
Wo Rulakar Hans Na Paaya Der Tak
Jab Mein Rokar Muskaraya Der Tak
Bhulana Chaha Agar Usko Kabhi
Aur Bhi Wo Yaad Aya Der Tak
Bhuukhe Bachhon Ki Tassalli K Liye
Maa Ne Phir Paani Pakaya Der Tak
Gun Gunaata Jaa Raha Tha Ek Faqir
Dhup Rehti Hai Naa Saaya Der Tak
Wo Rulakar Hans Na Paaya Der Tak
Jab Mein Rokar Muskaraya Der Tak
Loading
Author : Heeren TannaApny Taarof K Liye Bas Itna Hi Kafi Hai.. Hum Wo Rasta He Badal Lay Tay Hai Jo Aam Ho Jaye | http://www.facebook.com/heerentanna.Heeren Tanna |








Your NameJuly 3, 2010