Waah!! kya silah mila use pyar ka….
Rehti thi noor-ki-rangat uske chehre par
Aaj dekh uski udaasi……..
Timtimatey taaron ne bhi chamakna chod diya…
Aisa manzar chaya teri beywafayi se ke
Dil toh toota hi…
Aankhon nei bhi khwab bunna chod diya… Uske pyar ki hadh toh dekho.. Waah!! kya silah mila use pyar ka….
Dekh kar uske aansuu..
samandar toh bhar hi gaya tha…
Baadalon nei bhi barasna chod diya…
Woh karti rahi uska intezaar aur…
waqt nei aage badna chod diya…
Dekh kar uski wafa doston…
wafaon nei bhi wafa karna chod diya…
fairy (thoufeeq)
Category: Hindi & Urdu ghazals, Hindi SMS & Shayri, Love Shayari, Love SMS, Romantic Shayari, Romantic SMS, Sad Shayari, SMS Shayari

Waah wah kia shayari likha hai
Dearest man ,
what are you doing,mein tang aa chukki hoon
tumhse se ,am telling the truth, i cannot
sit hours sitting before the computer
mujhe bahut kaam karney hain,ek family dekhana hai, am stopping this here,mein tumhe raasta bata rahin thee u are not ready to change.
do what u feel right, am leaving ,
take care,
p
hey kisse baat kar rahi ho ??
beautiful shayari…beautifully written…