Valentine sms
Har mulaqat pe nigaheyin meri faryaad karti yahi
Ek palat nazar se dekhlein woh kabhi
Aur woh bin dekhe hi andekha kar jaati hain
Reh jaati hain meri tamannayein dil mein dabi….
Kya samjhengi woh iss dil ki dard ko
Khoyee jo hain woh apne hi jahaan mein
Kya mehsoos hogi unko meri tadap
Shamil jo hain woh iss duniya ki mehfil mein…..
Na khud samjhe na samjha sakey hum unhe
Na paaye kabhi na kabhi kho sake unhe
Yeh bekhudi toh rab bhi na jaaney
Iss dil ka nazrana na dila sakey hum unhe….
Shadeyein dil ki sune bhi toh woh sunegi kaise
Khayalon mein unke toh iss dil ka jikr tak nahin
Meri khawhishon ka janaza bhi nikal gaya
Aur unko toh hamari fikr tak nahin….
Na koi shikwa hai aur na shiqayat hai
Chhod unhe na koi doosri chhahat hai
Bas wohi meri safar hai, wohi meri manzil hai
Wohi khuda hai, wohi meri ibadat hai….
Apna pyar ko chupa na sake,
Deewana dil pe kaboo pa na sake,
Aaj itne karib sa guzar gaye wo
phir b unke hath hum tham na sake!!
Last 5 posts in Friendship Shayari
- What does Love mean to you guys - January 3rd, 2009
- Tumhari Aankhen !!! - January 3rd, 2009
- My Favourite Atheism Quotes - January 2nd, 2009
- When a girl & boy is quite - January 2nd, 2009
- Bahaut Tanha Hoon !!! - December 31st, 2008
If you enjoyed this post, make sure you subscribe to my RSS feed!


On Mar 29, 2008 at 08:52:04, mohammed majid said:
Ye aarzoo nahi ki kisi ko bhulaye hum,
na tamanna ki kisi ko rulaye hum.
par dua hai us rab se,jisko jitna yaad karte hai.
Usko utna yaad aaye hum…
On Mar 29, 2008 at 08:44:01, mohammed majid said:
Intezaar ka jo dard diya aapne,mujh par bahut bada
ahsaan kiya aapne…’
kambhakt hichki bhi to nahi aati jo samjhe ki kabhi yaad kiya aapne….!
On Feb 25, 2008 at 10:52:37, Rohit said:
Really nice Dipesh
Keep it up
On Feb 14, 2008 at 13:49:51, Dipesh said:
Har mulaqat pe nigaheyin meri faryaad karti yahi
Ek palat nazar se dekhlein woh kabhi
Aur woh bin dekhe hi andekha kar jaati hain
Reh jaati hain meri tamannayein dil mein dabi….
Kya samjhengi woh iss dil ki dard ko
Khoyee jo hain woh apne hi jahaan mein
Kya mehsoos hogi unko meri tadap
Shamil jo hain woh iss duniya ki mehfil mein…..
Na khud samjhe na samjha sakey hum unhe
Na paaye kabhi na kabhi kho sake unhe
Yeh bekhudi toh rab bhi na jaaney
Iss dil ka nazrana na dila sakey hum unhe….
Shadeyein dil ki sune bhi toh woh sunegi kaise
Khayalon mein unke toh iss dil ka jikr tak nahin
Meri khawhishon ka janaza bhi nikal gaya
Aur unko toh hamari fikr tak nahin….
Na koi shikwa hai aur na shiqayat hai
Chhod unhe na koi doosri chhahat hai
Bas wohi meri safar hai, wohi meri manzil hai
Wohi khuda hai, wohi meri ibadat hai….
Apna pyar ko chupa na sake,
Deewana dil pe kaboo pa na sake,
Aaj itne karib sa guzar gaye wo
phir b unke hath hum tham na sake!!
On Feb 13, 2008 at 05:52:41, Salman said:
mana k mumkin nahi is janam main tera millon
mgr is aas per bandh rakha hai dil ka rishta tujh say
k shayad judae likhtay likhtay dil bhar aaye KATIB-e-eTaqdeer ka