tujhe kab ka bhula diya

| February 19, 2007 | 3 Comments

pyar ne ye kaisa tohfa de diya
mujhko gumo ne pathar bana diya
teri yaadon main hi kat gayi ye umar
kehta raha tujhe kab ka bhula diya

Tags:

Category: Love SMS

About the Author (Author Profile)

Apny Taarof K Liye Bas Itna Hi Kafi Hai.. Hum Wo Rasta He Badal Lay Tay Hai Jo Aam Ho Jaye | http://www.facebook.com/heerentanna

Facebook Comments


Comments (3)

Trackback URL | Comments RSS Feed

  1. karishma says:

    apne pyar ko chupa na sake
    dewane dil pe kabo pa na sake
    aaj itne karib se gujar gye vo
    fir bhi unke hath ham tham na sake

  2. karishma says:

    bewafai ka dar nhi tha isliye pyar kiya
    tanhayi ka dar nhi tha isliye ikrar kiya
    mut bhi nhi rok sakti thi ham dono ko milne se
    par hame kya pata tha ke tumne hi milne se inkar kiya

  3. pyar ne ye kaisa tohfa de diya
    mujhko gumo ne pathar bana diya
    teri yaadon main hi kat gayi ye umar
    kehta raha tujhe kab ka bhula diya
    Nisha Hussain

Leave a Reply