Posts Tagged ‘Humein izhar karna na aaya

humein izhar karna na aaya, unhein pyaar karna na aaya. hum bus dekhte hi reh gaye, aur waqt ko thamana na aaya. woh chalte chalte itne door chale gaye, hamein rokna bhi na aaya. hamne unka naam liya phir bhi, shayad unhein sunna na aaya. hamare...