some dard n bewafaa shayari
Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai….
*****************
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
*****************
gam-e-ulfat main hum had se gujar gaye,
ki unke isqe main hum deewane ban gaye,
humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko,
vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye,
Category: Friendship Shayari, Hindi & Urdu ghazals, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, Sad Shayari, Short SMS

ek parinda tha dard bhara afshana tha ud ud ke jaana tha @ duti daal wahi jis pur uska ashyana tha
Na karna pyar kabhi kisi musafir se,
Unka thikana bahut door hota hai.
Wo kabhi bewfa bhi to nahi hote,
Magar unka jana jarur hota hai.
maine kab tumse milne ka wada chaha
door rahke tuhe aur bhi zyada chaha
yad aati hai aur bhi shiddat se teri
bhool jane ka jab irada chaha.
maine kab tumse milne ka wada chaha
door rahke tuhe aur bhi zyada chaha
yad aati hai aur bhi shiddat se teri
bhool jane ka jab irada chaha.
love you
ek ladka tha jise main pyar karti thi but shyad kismat ko kuch aur hi manjur tha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,vo pyara sa nam jise main kabbi nahi bul skti ,,,,,,nitish,,,main kehti thi usse ;;nitish k dil ki bhavna,,,,,,,,,,,,,,,,,,
its so heart,