Main Tujhse Jaan Se Badh Kar Pyar Karta Hun !!!
By khalid on Feb 14, 2009 in Hindi & Urdu ghazals, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, Love Shayari, Punjabi Shayari, Punjabi SMS, Romantic Shayari, Romantic SMS, Romantic SMS, Sad Shayari, SMS Shayari | comments(22)
Khalid
Zindagi ke kisi mor par khud ko tanha na samjhna
Main tere saath hun apne se juda na samjhna
Main tujhse jaan se badh kar pyar karta hun
Meri is mohabbat ko burra na samjhna
Tum phulon ki tarah khubsoorat ho,masoom ho
Dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna
Umar bhar tera saath dene ka wadha kiya hai
Zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna
Ab bhi tu ne mere pyar ko thukraya sanam
Isse mera muqaddar jaan lena,apni khata na samjhna.(mkm)
===================================================
=====================================


