Muqaddar aazmanay mein Zamaanay Beet Jatay Hain
Müqaddar aazmanay mein Zamaañay Bèét Jatay Hain…
Müradein dil ki paanay mein Zamaañe Bèét Jaate Hain…
Nahi rakhta köi himmat agar Izhar-e-Ulfat ki
Zaban par baat laanay mein Zamañe Bèét Jaate Hain…
Mohabbat zindagi mein jo bäri mushkil se milti hai
Magar us k nibhanay mein Zamañay Bèét Jate Hain…
Agar 1 baar Aankhøn mein achañak aa basay koi
Usay dil se bhulañay mein Zamañe Bèét Jate Hain…
Category: Dard Shayari

[...] This post was mentioned on Twitter by Hiren Tanna. Hiren Tanna said: Muqaddar aazmanay mein Zamaanay Beet Jatay Hain http://goo.gl/fb/DB2DU #Shayari #sms #dardshayari [...]