Mujhay Ko Kis Qadar Chaha Gaya Hai

Mujhay Ko Kis Qadar Chaha Gaya Hai

Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay
Hamain Hasrat Say Bas Dekha Gaya Hay

Kisi Ko Khud Say Barh Kar Chahnay Ka
Muhabbat Nam Q Rakkha Gaya Hay

Woh Kal Hoga Jahan Ki Thokroun May
Abhi Barh Kar Jisay Chooma Gaya Hay

Yahan Jis Nay Bhi Ahcay Sher Likhay
Usi Ka R aasta Rokha Gaya Hay

Mere Zakhmoun Say Andaza Laga Lo
K Mujhay Ko Kis Qadar “CHAHA GAYA HAY”

2 Comments
  1. khuda kisi ko kisi pe fida na kare

    kare to kayamat tak juda na kare

    ye mana ki koi marta nhi judai me

    Lekin jee bhi to nahi pata TANHAI me

    Leave a reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo