Koi Deewana Kehta Hai Koi Pagal Samajhta Hai

Koi Deewana Kehta Hai Koi Pagal Samajhta Hai
Magar Dharti Ki Bechani Ko Bus Badal Samajhta Hai
Mein Tujhse Door Kaisa Hoon, Tu Mujhse Door Kaisi Hai
Ye Tera Dil Samajhta Hai Ya Mera Dil Samajhta Hai

K Mohhabat Ek Ehsason Ki Pavan Si Kahani Hai
Kabhi Kabira Deewana Tha Kabhi Meera Deewani Hai
Yahan Sab Log Kehte Hain Meri Aakhon Mein Aansu Hai
Jo Tu Samjhe To Moti Hai Jo Na Samjhe To Pani Hai

Samander Peer Ka Aander Hai Lekin Ro Nahi Sakta
Ye Aansu Pyar Ka Moti Hai Isko Kho Nahi Sakta
Meri Chahata Ko Dulhan Tu Bana Lena Magar Sun Le
Jo Mera Ho Nahi Paya Wo Tera Ho Nahi Sakta

Bharar Koi Kumudani Par Machal Baitha To Hungama
Hamare Dil Mein Koi Khawab Pal Baitha To Hungama
Aabhi Tak Doob Kar Sunte The Sab Kissa Mohhabat Ka
Mein Kisse Ko Hakikat Mein Badal Baitha To Hungama

By Kumar Vishwas

Download:: Koi Deewana Kehta Hai Mp3

For Now If Any One Wants To Download Heres Some Links
Hxxp://Www.Multiupload.Com/Mcrja131qu

Or

Hxxp://Www.Mediafire.Com/?Hdyndmjnjhx

Credit : Mehul

275 Comments
  1. mail me full shayri of koi deewana kehta hai Becoz it is tooo goooooooooooooooood

  2. can some one make me know unedr what category does the audio version of this kind of sayari falls unde ..and wher can i get some more of this kind

  3. pl.whera can i find cd,any music shop

  4. You can hear it at

  5. where did u get it frm? hw can i have it…vinay

  6. I have the audio version of koi deewana kehta hai..

  7. another para is missing….

    main jabbhi tez chalta hun nazare chut jate hain,
    main jabkoi roop gardta hun to sanche toot jate hain,
    main roota hun to aakar loog kandha thap thapate hain,
    main hasta hun to mujhse loog aksar rooth jate hain…

  8. where can i find an audio version of this kavita…

  9. hey man one para is missing….

    Samandar peer ka andar hai lekin roo nahi sakta
    Ye ansoo pyar ka moti hai isko kho nahi sakta
    Meri cahat ko tu apna bana lena magar sunle
    Joo mere hoo nahi paya wo tera ho nahi sakta.

  10. ya its written by kumar vishwas a great poet

  11. Can anybody tell me who is the writer of this shayari????

1 12 13 14

    Leave a Reply to Nishant sharma Cancel reply

    Love Shayari and Whatsapp Status in Hindi
    Logo