Hindi Gazal

Gammon ney baant liya mujhe yoon aapas mein,

Kay jaisay main koi loota hua khazaana thaa,

Khuli jo ankh to woh thaa na woh zamaana thaa,

Dehkti aag thee tanhai thee fasaana thaa,

Gammon ney baant liya mujhe yoon aapas mein,

Kay jaisay main koi loota hua khazaana thaa,

Yeh kya chund hee qadmon par thak kay baith gaye,

Tumhein to saath mera duur takk nibhaana thaa,

Mujhay jo merey lahoo mein dubo kay guzra hai,

Woh koi gair nhin yaar ek puraana thaa,

Khud apnay hee haath say uss ko kaat diya,

Kay jiss darakht kee tehni pay ashiyaana thaa,

mail compiled by,

jass_cancerian

This post was written by

hindishayari – who has written posts on Hindi SMS Shayari - Dil Ki Baat SMS Ke Saath.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Facebook Iconfacebook like buttonTwitter Icontwitter follow button