Category: Shayari

Love Story – Teri Yaadein

ImageShackImageShackImageShackImageShack

Hi this is Teri Yaadein video from Love Story on sab TV httpv://www.youtube.com/watch?v=t1pk1jeaqrw

Hi sorry that video was not available for a while and ill soon post a download link for this songs

httpv://www.youtube.com/watch?v=MTCxQ1elMpk

The download links of the songs:- updated on  04-nov-007

Dikhta na saaya

teri yaadein female version

teri_yaade_male_version.mp3

teri yaadein (version 2)

TeraDeewana

mujhse_milne_ke

LOVE_STORY_INSTRUMENTAL

May 18, 2011 | 0 Comments More

Rehwa do havey dard na Upcharni vaato

રહેવા દો હવે રોજની તકરારની વાતો,
બેસીને કરો કોઈ દી તો પ્યારની વાતો.

બેહાલ થયો એજ ક્યાં ઉપકાર છે ઓછો,
રહેવા દો હવે દર્દના ઉપચારની વાતો.

ઝખ્મોથી ભર્યું મારું હૃદય તેં નથી જોયું,a
સુજી છે તને ક્યાંથી આ ગુલઝારની વાતો.

આપ્યું તું તને તેજ ગણી સ્થાન નયનમાં,
પણ તેં જ સુણાવી મને અંધકારની વાતો.

રજની એ ખતા ખાઈ ગયો મુર્ખ બનીને,
કરતો રહ્યો દુનિયાની સમક્ષ પ્યારની વાતો.

May 18, 2011 | 5 Comments More

Lots-of-videos-from-sab-tv-love-story

Hi all

After so much requests for videos of “Love story – sab tv”

so ill post one video daily from now

here is the first one from their first date

[youtube=http://www.youtube.com/watch?v=6-W_s_IAkpE]

[
May 13, 2011 | 3 Comments More

Sad Love Shayaris – Taazi Hawa Me Phulo kI Mehak Ho

Taazi Hawa Me Phulo kI Mehak Ho
PahlI kIran Me ChIdIYo kI Chahak Ho
Jab B Kholo Ap ApnI Palke
Un Palko Me Bus KhushIYo kI Jhalak Ho.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

wo adayien terri ki dil ko aashoqana laagge
wo muskurana tera ki chand bhi jalne lagge
bohat seedha hai tu aur jamana hai fayyaz
khuda kare tujhe sahar ki hawa na lagge…

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

yaad aayi uss bemurrawat ki ek jamane ke baad
bhool gaye the jisko hum uss afsaane ke saath
aayi jab wo saamne muskurate hue thaame kissi ka haath
aankhoien se ashq chhlak gaye ek arsse ke baad..

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Humari sanson mai aaj tak, wo heena kee kushboo mahak rahi hai
Labo pe nagme machal rahe hai, najar se masti chalak rahi hai

May 4, 2011 | 1 Comment More

Hindi Shayari SMS – ap hmesha yad kare ye minnat hai hmari

Aadami aadami ko kya dega,
Jo bhi degaa vahi Khuda dega,
Mera qateel hi mera nasib hai
Kya mere haq mein faisla dega.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Zindegi ko qareeb se dekho,
Iska chehra tumhe rula dega,
Humse pucho dosti ka sila,
Dushmano ka bhi dil hila dega.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Teri ankhon me ye jo nami si chai hai,
wo mere dur hone ki gavahi hai,
Yaad itna na kiya karo mujhe,
hichkiyan le le kar meri jaan pe ban aayi hai….

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Ap se achi baat karna fitrat hai hmari,
Ap kush rahe ye hasrat hai hmari,
Koi hme yad kare ya na kare,
Aap hmesha yad kare ye minnat hai hmari.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

May 3, 2011 | 2 Comments More

Nigahon Ke Raaste, Tu Shamil Hai Mujh Mein !!!

 

Khalid

Nigahon ke raaste tu shamil hai mujh mein,

Nigahon se mujh ko hataa tau na do ge?

Dekho ge jo mujh ko aankhon se tum,

Dil ko mere, chura tau na lo ge?

Saanson se mujh ko, chhoo lo ge ik din,

Bataao mujhe tum,dhoka tau na do ge?

Zalim hai duniya,kadha ye safar hai,

Raasta kabhi tum,badal tau na lo ge?

Lehron mein kashti,jo dagmagaa gai bolo,

Patvaar ban kar,sahara tum do ge?

Sahil mile ga, manzil mile gi,

Jeevan bhar tum, chaha jo karo ge(mkm)

====================================

khalid.m@hotmail.co.uk

===================================

 

April 15, 2011 | 19 Comments More

Jo Ho Tumhare Dil Mein Kuch Aisa

Jab Tumhare Dil Mein Mere Liye Pyar Umad Aaye,
Aur Woh Tumhari Aankho Se Chalak Sa Jaye.
Mujhse Apni Dil Ke Baaten Sunane Ko
Yah Dil Tumhara Machal Sa Jaye.

Tab Ek Awaz De Kar Mujhko Bualana
Diya Hai Jo Pyar Ka Vachan Sajan
Tum Apni Is Preet Ko Nibhana
Tanaha Raaton Mein Jab Sanam

Neend Tumhari Uad Si Jaaye.
Subeh Ki Laali Mein Bhi Mere Sajan,
Tumko Bas Akas Mera Hi Nazar Aaye.
Chalati Thandi Hawa Ke Jhonke

April 14, 2011 | 4 Comments More