By love104 on Mar 21, 2009 in Romantic, love sms, pallavi | comments(8)
Dil todna asan hai zaroor,
Par yaar ko manana asan nahi
Zindagi me pyaar hota hai zaroor, per pana zaroori to nahi,
Agar zindagi mai koi mil jaya jisse pyaar karo tum
To izhaar karna zarori to nahi,
Agar ho jaya to itna yaad rekhna
Pyaar se badkaar koi dusra nahi.
By – Pallavi Kothari
Popularity: 2% [?]
By Heeren Tanna on Nov 5, 2008 in Sad Shayari, pallavi | comments(0)
Nahi samaj atta aj khuda karu tera shukriya ya karu fariyad
Diya tune jina ka bhahana aur phir kar diya muje barbad
Who ban jaye mera karti rahi dil mei yahi arzoo
Per kya pata tha ki tu kabhi bhi kar sakta hai muje azad
Aj tak teri har marzi per tera darbar mei sir jukaya mene
Teri har ha per ha kaha nahi mene, per aj to usse mat kar mujse durr
Karana hi hai agar usse muje juda to saath mei le lena who dadhkane meri jisime tha kabhi who basa
Kyoki uske na hone ki baad nahi ha manzil aur na hi rastha mera
Popularity: 2% [?]
By Heeren Tanna on Feb 25, 2008 in Hindi SMS & Shayri, Hindi Shayari, Missing You, Punjabi Shayari, Romantic Shayari, Sad Shayari, pallavi | comments(0)
Duriyo ka ehsaas na kara, pass ane se darr lagta hai
Mei tuje kareeb na pau, to jine se darr lagta hai
Zindagi tumhare bin kaise kategi sooch pane se bhi darr lagta hai
Kushi aur sukun ka ristha hai tuje se, phir bhi dil lagane se darr lagta hai
Ankho se ansu nikal jaye to gum nahi , per tere udass hone se darr lagta hai
Iss wafa ko kaal shayad nibha paye ya nahi, per tere tut janne se darr lagta!!!
By: Pallavi
Popularity: 2% [?]
By Heeren Tanna on Dec 14, 2007 in Sad Shayari, pallavi | comments(0)
pass akar sapne dekha gayi kyoi,
akele safar mei saath de gaya kyoi,
hoto ko muskuraht phir sikha gaya kyoi,
ankho ki nami ko saath le gaya kyoi,
sapno mei jine ki adat phir de gaye koyi,
kya pata tha sahara dete dete phir besahara kar gaya who hi…
Popularity: 1% [?]
By Heeren Tanna on May 29, 2007 in pallavi | comments(0)
Hi
this post is by pallavi
Zindagi ke har lamhe ko jilo ji baar ke,
Kya pata kaal kya ho, kisne jana,
Hum hai aj yaha per, kaal ho na ho kisne jana,
Tera milna aj kushi hai, kal duk ban jaye kisne jana,
Tera jana hamri badnasbi hai, kisi aur ki kushnasbi ho kisne jana,
Har chere ko deklo ji bhar ke, kaal mile na mile kisne jana,
Karo har risthe ki qadar, kaal ho na ho kisne jana,
PYAAR BAT SAKO TO BAT LO, KAAL TUM HO NA HO KISNE JANA.
**********************************************
Pathar dil se pyaar kiya hai,
Apna dil bekraar kiya hai,
Jisse apni yaadion ka haqdaar kiya hai,
Ussne muje gum se abad kiya hai,
Chen aur karaar lut gaya mera,
Jo jaan kar bhi anjaan hai mujse,
Aye khuda ab to pighlade usse,
Usse pyaar karne ki saaza na de muje,
Pyaar agar ehsas hai, to ye ehsas karade usse,
Popularity: 2% [?]