For your information if you do not already know this ---- See how Lokpal Bill can curb the politicians , Circulate it to create awareness
Existing System
System Proposed by civil society
No politician or senior...
May 20, 2011 | In: Friendship Shayari, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, One liners, Punjabi Shayari, Romantic SMS, Short SMS
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain,
itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain.
main na jugnu hun diya hun na koi tara hun,
roshni wale mere nam se jalte kyun hain.
nind se mera talluq hi nahin barson se,
khwab aake meri chat pe tahalte...
- (9) Comments
- More
- Tags: About Life, Friendship Shayari, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, One liners, Punjabi Shayari, Quotes, Romantic SMS, Short SMS
Merey Mohsinon Merey Doston Mujhey Zindagi Ki Dua Na Do
Main To Pyar Ke Qaabil Nahin Mujhey Dil Mein Itnee Jagah Na Do
Mujhey Shauq-E-Zeest Na Rahaa Mujhey Zindagi Ne Diya Hai Kya
Main Marun Yeh Mujh Ko Haque To Hai, Main Jiyun Yeh Mujh Ko Sazaa Na Do
Woh...
Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein k Hamein Dusrey ki Adat hai
Tuu apne Sheesha-Gari ka na ker Hunar Zaya
Mai Aaina hoon, Mujhe Tootne ki Adat hai
Wisaal mai b wohi Faasley Sarab k hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jage ki Adat hai
Tera...
बहुत दिन हुए वो तूफ़ान नही आया,
उस हसीं दोस्त का कोई पैगाम नही आया,
सोचा में ही कलाम लिख देता...
April 29, 2011 | In: Friendship Shayari, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, One liners, Punjabi Shayari, Romantic SMS, Sad Shayari, Short SMS
Hi all,
after a long time posting some shayaris
katl kar ke voh katil ka naam puchte hain,
dard dekar voh dava ka naam puchte hain,
mar gaye hum unki is ada par,
hokar mere khuda vo mere khuda ka naam puchte hain!!!
Har Kisi Se Zyada, Bus Khuda Se...
- (2) Comments
- More
- Tags: About Life, Friendship Shayari, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, One liners, Punjabi Shayari, Romantic SMS, Sad Shayari, Short SMS
April 28, 2011 | In: Friendship Shayari, Hindi & Urdu ghazals, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, Romantic SMS, Sad Shayari
Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata
Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein
Kya Baat Hai, Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata
Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon...
- (3) Comments
- More
- Tags: About Life, Friendship Shayari, Hindi & Urdu ghazals, Hindi Shayari, Hindi SMS & Shayri, incredible india !, Love SMS, Missing You SMS, My Thoughts, Romantic SMS, Sad Shayari