Khalid
kho gya jo ussay dhoond k laaoon kaisay
laapaton ka pata sabko bataoon kaisay
woh tou kehta hai chalo saath saffar kartay hain
saath chalta hoon magar saath nibhaoon kaisay
meray alfaaz mein woh apni ghazal kaisay kahay?
apni aankhon se ussay khwab dikhaoon kaisay
woh jo hota tou har roz jashan sa hota
uske jaanay pe ab eid manaoon kaisay
tu meri [...]
Archive for the 'Hindi SMS & Shayri' Category
Kho Gya Jo Ussay Dhoond Ke Laaoon Kaisay
Published by khalid August 27th, 2008 in Friendship Shayari, Hindi SMS & Shayri, Love SMS & Shayari, Love SMS & Shayari, Punjabi SMS, Punjabi SMS & Shayari and sad shayari. 0 CommentsUtho Bharat Vaasiyo
Published by love104 August 12th, 2008 in Hindi SMS & Shayri, Independence Day SMS and india. 1 Commentae mere watan ke logo,
zara utho sambhlo, jago.,
dekho-dekho ye rajnetik neta,
kahan le chale tumhare desh ko.
ab bhi waqt hai, cheen lo inke hathon se,
apne desh ko,
pata nahi kis khaee main
fenkenge legakar isko.
bahut kurbaniyo se jiti,
hamne ye azadi ki jang
aaj ki ye rajniti,
pata nahi kya layegi rang.
yadi chahte ho rehna azad,
to utho, sambhalo apne desh ko
mar [...]
Muddat Se Jis Ke Waaste Dil Be Qarrar Tha
Published by khalid August 9th, 2008 in College Life Masti, Friendship Shayari, Hindi SMS & Shayri, Hindi and Indian SMS, Love SMS & Shayari, Love SMS & Shayari, Punjabi SMS, Punjabi SMS & Shayari, sad shayari and shayari. 0 CommentsMuddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha
Woh laut kar na aaya magar intezaar tha
Jo humsafar tha chorr gaya raah main mujhe
Main phans gaya bhanwar main woh darya ke paar tha
Manzil qareeb aayi to tum door hogaye
Itna to tum batao ke yeh kaisa Pyaar tha
Chilman giradi yeh kis ne dono ke darmiyan
Na woh sakoon [...]
Powered by Max Banner Ads
