Category: Dard Shayari
Kisi ke naam se pahle
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak,
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . .
Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak
Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik “DINâ€
Dhonde ga,or muJh ko na
Main Pyaar Hi Tum Se Itna Kar Jaaonga !!!

Khalid
Gham na kar tere liye chiragh ban jaaonga,
Khud jal kar teri raah mein roshni kar jaaonga.
Dar hai ke mujh se ruswaayan na milein tumein,
Tarq-e-taaluq,main khud se hi kar jaaonga.
Talaash li kushi meine gum k ashiyane me
Talaash li kushi meine gum k ashiyane me
Kya dega mujhe ab or is zamaane me
Itna bereham na bane koi kisi k liye
Jiteni duniya bangayi mujhko satane me
Wafa Ke Wade Woh Sare Bhula Gaya
Wafa Ke Wade Woh Sare Bhula Gaya Chup Chap
Woh Mere Dil Ki Deewarein Hila Gaya Chup Chap
Ghum-E-Hayat Ke Tapte Hue Biyabaan Mein
Woh Tanha Chhod Ke Mujhko Chala Gaya Chup Chap
Daita Hai Dil Yeh Dua Mera Har Dam Tujhe !!!

Khalid
Daita hai dil yeh dua mera har dam tujhe
Tu jahan rahe, aabaad rahe,shaad rahe.
Zindagi ki har khushi mile tujhe,
Gham ka saaya bhi tujh se dour rahe.
Moqaddar ka saaya sada tere saath rahe,
New Shayaris Sms Collection
Teri nazar ko fursat na mili sachai ki,
Warna mera marz itna la ilaj na tha,
Hmne waha b mohabat ki,
Jis shehar may mohabat ka riwaj na tha!
Kisi se bewafai itni bhi na karo ki unhe pyar par naaz karne ka mauqa bhi na mile,
Kisi ka dil itna bhi na todo ki fariyaad karne ka ek tukda bhi na mile.
Unhe Sak He Ki Hum Unpar Marte He
Hme Sak He Ki Wo Hum Pr Marte He
Din Raat Gujarte Ja Rahe He U Hi
