Hi
this post is by pallavi
Zindagi ke har lamhe ko jilo ji baar ke,
Kya pata kaal kya ho, kisne jana,
Hum hai aj yaha per, kaal ho na ho kisne jana,
Tera milna aj kushi hai, kal duk ban jaye kisne jana,
Tera jana hamri badnasbi hai, kisi aur ki...
Hi doston
hmm aaj kuch naya jo ab tak mere blog par nahi hua patriotic shayari .
Jaan to kardi hamne watan ke naam par,
Shaan to kardi hamne watan ke naam par,
Kurbaaniyo se paai hai hamne aazaadi,
Hamara watan to laakho main ek hai,
Aan bhi kardi hamne...
Kaash vaadon ka matlab tum samajhtey,
Kaash khamoshi ka matlab tum samajhtey,
nazar miltee hai nazaroon say,
Kaash nazroon ka matlab tum samajhtey.
Koi ankhon ankhon main baat kar leta hai,
Koi ankhon ankhon main mulakaat kar leta hai,
Mushkil hota hai...
Aasoon se bhari, Ankhon ko chupata kaha,
Aakhir apna pyar joh khoya dil tuta.
Dhal gaya rishto ki shyam.
Uss raat mere mukkudar pe. Asma bhi roya.
 Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi,
 aapke har gham ne bhi sukoon diya,
 hum zinda hai toh...
kaash ke mujh sey bhi kisiko pyar hota,
kaash ke mere liye bhi kisika dil bekarar hota,
kaash ke mujhe bhi koi apni yaadon mein laata,
apne khwabon mein basata ,ankhon mein chupaata.
kaash ke mujhse bhi kabhi koi izhaar karta ,
kaash ke mere liye...
Yun to guzar raha hai har ik pal khushi ke sath,
Phir bhi koi kami si hai kyun jindgi ke sath.
Â
Rishte wafaein dosti sab kuch to pass hai,
Kya baat hai pata nahi, dil kyun udass hai,
Har lamha hai haseen, nayi dilkashi ke sath
Phir bhi koi kami si...